Today Taleem Shareef Played in 381 After Zuhar Prayer
As-salaamu ‘alaykum wa rahmatullaahi wa barakaatuhu
27 December 2025 Haftah
06 Rajab 1447 Hijri
Multan Shareef 381 A mein Zohar ki namaz ke baad chalne wala track
"Video Taleem Shareef: VM-0420
4 January 2014 Isha Mehfil Part 1
Taleem Shareef:
Aaqa Ji ﷺ ke aagay kisi ka wazan nahi, leaders se ehtiyaat, Aap ﷺ ab bhi maujood aur Khuda ke muqarrab, kasrat-e-Durood Shareef se rehmatain aur barkatain, sab ko Durood Shareef par lagayein, dostiyaaṅ kam karein, Aap ﷺ ki baat par andha yaqeen hona chahiye, Aap ﷺ ki haakmiyat aur azmat, firqa baazi mein na parain, siyasatdan, Wahdat-ul-Muslimeen, Sahaba Karaam ؓ se Aap ﷺ ki muhabbat, Aap ﷺ ko takleef dene walon ko dardnaak azaab, Sheikh Ji ko support, Shiyon ke baare mein Taleem Shareef, Sheikh Ji ka Aaqa Ji ﷺ ki taraf se salaam mubarak
Audio Link:
https://idreesia.com/ur/taleem/7624.