Home Mehfil Naat Shareef Taleemat Wazaif Notice Board About Contact
Directory Jamat Timing

05 December 1999 - Fajar mehfil (27 Shaban 1420)

05-12-1999
فجر
محفل
Taleem shareef:
Hayatun Nabi (saw), jo dil say aqeeda karta hai us kay kaam bantay hain, Aaqa jee (saw) ka waseela buhat bara hai, aapas ki mohabbat say imaan, ikhtalaf ki baat ko chor dein aur kisi ko bura na kahein, ilam par kisi ko aboor nahi, aksariyat par faisla karein, Sheikh sahab ki baat mein taqat, behas mana, Sheikh sahab kay paas ihtaraz na karein, faiz say roshni, shifa honey par man jaein, asal faida dil ka badalnay ka hai, tareeqat kay usool, Aaqa jee saw ki baat mein shaq na karein, Sheikh sahab kay paas halla bolnay ka sochey bhi na, jhoot zina say badtar, kahin bhi koi ho Sheikh sahab ka asar nishaney par puhunch jaata hai, Sheikh sahab say dil jornay say pata chaley, Aaqa jee (saw) ki azmat kay mamley mein garbar say bachein, jurat say baat mat karein, Sheikh sahab jaisey bhi farmain un ki baat ko tarbiyat samjhein.

Naat shareef:
- Laakh tofaan hon Woh (saw) kinara hain
- Apni halat pey ansoo bahata hoon mein
- Jahan bhar ki ilmi kitaboon ko rat ley, kya paaya agar dil naa Un (saw) sey milaya
- Ye kismat hai teri tu kutta hai dar ka, Na ban paey koi Wo (saw) chahein naa jab tak
- Chalein Un (saw) ki nigraani mein dono aalam, Shahaa jee (saw) ko rab nein shehanshaa banaya
- Rab ki pehchaan hain Mustafa (saw) Rab ka ihsaan hain Mustafa (saw)
- Barg e khizan ko Un (saw) say umeed e bahar hai
Search
Search for Taleemat, Naats, or Mehfils
Search in: