Taleem shareef:
Sab kuch Allah kay haath mein, waseela, Allah ki qudrat, namaz ki pabandi, Khuda aur Rasool (saw) ko raazi karnay ke kaam pehlay, amaal ki wajah sey khair aur shar, imaan, namaz ki ahmiyat, aulaad ki tarbiyat, zikar azkaar ki barkatein, hayat un nabi (saw).
Naat shareef:
- Shahid kare idhar nazar
- Na kaleem ka tasavur na hayal toor seena, meri arzo Muhammad (SAW) meri justuju Medina
- Chalao chalao bas tasbee chalao