Taleem shareef:
Duaoon ki garz say nahin muhabbat ki niyat say aana, nasal aur zaat ki ta'asub ko tawajo na dein.
Naat shareef:
- Mein khaak pe bhetha hoon ye phelaai hai jholi, ay shaan e kareemi mujhe mayoos na karna
- Dur andherey karein, kardein is dil ki sahar
- Un (saw) se har dam wafa mein rahoon
- Mein chakauri houn jis ko har pal hi, chaand chuhney ko dil machalta hai