Taleem shareef:
Tauba ke baad Allah ki rehmat maa baap se bhi ziyada, muhabbat mein pagal hona, Sheikh jee ka mizaaj mubarak, har insaan ki tabiyat alaihida, tasveroon ki mumaniyat, gungunaye ashaar (na hosh o aqal hai, hairat ka aalam, aqal ko daulat e irfan e Muhammad (saw) na mili, hawa yeh kidhar ki hai), Sheikh sahab kay paas bunyadi baat 'I love you'. jo markaz se hatt jaye to bhatakh jata hai, aashiqi kay daawey say ehtiyat karein, tasawur, naat shareef, niyat par Sheikh sahab say mehfil mein mulaqat ho jati hai, mehsoos na karein, Sheikh sahab ki dillagi mein muhabbat, salam mubarak.