Home Mehfil Naat Shareef Taleemat Wazaif Notice Board About Contact
Directory Jamat Timing

06 December Fajar mehfil (28 Shaban 1420)

06-12-1999
فجر
محفل
Taleem shareef:
Waseelay ki ahmiyat, waseelay ko Khuda samajh kar na manein, Allah ki marzi kay saath apni marzi nahin rakhni, namaz ki pabandi karein, hukoomat kay tabey rahein aur reyliyaan na nikalein, fasaad say bachein, takabur na karein, zikar azkar ki pabandi karein, mangtoon ko sultan banaya, gungunaye ashaar (Un (saw) ka jo tu ho gaya, Unhein (saw) jana Unhein (saw) mana, terey (saw) dar kay kuttey hain, zara lab hila dein Woh (saw), noor e haq jalwa numaan tha), Sheikh sahab ka Aaqa jee (saw) par yaqeen, saudia kay waqiaat, Allah aur Aaqa jee (saw) ka dakhal, Aaqa jee (saw) ka tabooq mein maujza, naat shareef parhnay kay saath sochna bhi chahiye, rozoon wala waqia.

Naat shareef:
- Zara lab hila day Wo (saw) dur man e alam, to hayrat say taktay hoon ushaaq e aalam
- Kis dil say main chahoon Unhain (saw) main dil ka siyah hoon
- Jo isyan takoon apnay main mar hi jaoon, karam Un (saw) ka dekhoon to jhoomoon mein gaoon
- Chand naatia ashaar
- Mehshar main milna hain aghar, mehshar abhi utha de, maffi de ya saza de
- Na kehna bashar apne jaissa habardaar, Nabi bhi nahin aam Hazrat Muhammad (SAW)
- Ya Muhammad (saw) noor e mujasam
Search
Search for Taleemat, Naats, or Mehfils
Search in: