11 November 1999 - Thursday Fajar mehfil (3 Shaban 1420)
11-11-1999
فجر
محفل
Taleem shareef: Shairoon aur shairi say door rehna, Quran aur durood shairi say behtar, Aaqa Jee SAW ki ummat par rehmat aur hirs, aik doosrey ko maafi dena, aadmi ka deen uska dost, Aaqa Jee SAW ka wasila, Nojawan par Aaqa Jee SAW kay karam ka wakia, Jo zina say bacha uska ghar bhi zina say bacha, Hayat un Nabi SAW, shirk ki wazahat, Aaqa Jee SAW ka ilm, ilm mein ikhtilaf say bachein, gungunaye ashaar (hum ishq kay bandey hain, muhabbat jis ki hoti hai), appas mein mohabat, ikhtilah ki baat Khuda Rasool SAW kay hawaley, Gungunaye ashaar (na kaleem ka tasawur na khayal e toor e sina, mein kaisey kaho mujhey woh pasand, tu o akhein mein jee aakhaan)
Naat shareef:
- Meh kaise kahu mujko AAQA saw pasand hain
- Mujhey yeh kis ki nishat e ada nein loot liya
- Kamal hai zaat vo zaat e Muhammad saw