Taleem shareef:
Aik akela bhi reh jaye tau Aaqa jee saw kay hukmoon ko tarjeeh dein, deen ko dunya par tarjeeh dein, Hayat-un-Nabi SAW, gungunaye ashaar (na kaleem ka tasawur), Aaqa jee SAW azeem waseela hain, Sheikh Sahab Aaqa jee saw kay waseelay say miley hain, azmat say khali logoon aur un ki kitaboon say door rahein, Aaqa jee saw ki khushi kay liye maa baap ko bhi chor dein, mohabbat mein imtihaan, waswasoon par sochnay say imaan ka nuqsaan, safeein seedhi rakhna, hazir nazir ki wazahat, Aaqa jee saw kay sab ilm mein, Sheikh sahab kay saath garbar na karein, Sheikh sahab kay paas say koi bhaag nahin sakta, amal nasab say barh kar, Khuda rasool SAW sey rabta mazboot rakhein, duniya mein sukoon nahin, emaan kay kaam pehly karny hain, gharoon mein parday ki raghbat aur tafseeli wazahat, ikhtlaaf aur behs mana hai, meethay lehjay mein baat karna, jawanoon par reham karna, jawaan narm dil hotey hain aur asani say lagtay hain, Aaqa jee saw kay saath gehri muhabbat say karam, Sheikh sahab ko Aaqa jee saw ki zamanat haasil
Naat shareef:
- Kahin Un saw ki baat ka zikr ho wahan ban faqeer lakeer ka
- Khatam ho Khudaya ab Un saw say ye doori
- Nahi dono aalam mein us ko tahafuz, wo saw jisko bhi nazroon sey apni gira dein