Taleem shareef:
Hayat un Nabi saw, Sheikh sahab ka mizaj mubarak, Khuda Rasool saw ki raza ka dar, dil laganay kay liye khayalat zaroori, dil lagnay sey asar paida hota hai, dil faqat Khuda Rasool saw ka markaz ho, mustakil mizaji aur sachi niyat sey karam ho jata hai, Khuda ki muhabbat chorhnay say shahwat ghalib
Naat shareef:
- Go bura hai karam jo takta hai, Un saw say milny ko dil ye krta hai
- Danay danay pey laila padh jaon, yaar ki mala jhaptay mar jaoon
- Chilman sey parey dekha itna bhi karam kaafi, auqaat na thi itni aai na sharam kaafi
- Bas jis ney dekha jhalak dekhi, wo kisi k haath bhi na aya
- Aey sooraj tohri kirnoon nein joti ker di ik nirdhan pey
- Bulaein jo Aaqa saw namazoon ko toro
- Sanam jo mera chaand to mein kahoon ga, kay chandni ki ik jhalak dil ney paai
- Rang e Muhammad saw jo nahin kuch bhi nahin kuch bhi nahin
- Ho gumaan yaar ka har ghari, rahoon taiba mein ya hijaaz mein
- Rehmat-e-aalameen ki to, rehmat hui had sey bey-had