Taleem Shareef
Dua Mubarak 16 Minute, Jo ALLAH Ke Liye Mohabbat Aur Bugz Rakhtay Hain Un Ka Imaan Kaamil Hai, Gustakhi Karnay Walon Ko Riyayat Nahi Deni, Gunaahon Ka Khauf, Hazrat Umar ؓ Aur Aik Naujawan Ka Waqia, Imaan Umeed Aur Khauf Ke Darmiyan, Sachi Tauba Ki Niyat, Gunah Ho Jayein To Do Rakat Parh Ke Tauba Karein Aur Apne Gunah Zahir Na Karein, Is Ke Liye Khushkhabri Hai Jo Apne Gunah Dekhta Hai, Kisi Ko Bhi Gunah Ka Taana Na Marein, Gheebat Zina Se Bhi Bari Hai, ALLAH Sattar Ghaffar Hai, Aakhirat Ke Waqiaat, ALLAH Ta’ala Ka Insaaf Aur Karam Ka Maamla, Gunaahon Ki Wajah Se Auliya ALLAH, Achay Mahol Ka Asar, Namaz Parhne Aur Wuzu Karne Mein Chhotay Gunah Maaf Ho Jaatay Hain, KHUDA Se Na-Umeed Na Hon, Darood Shareef Ki Barkat Sab Se Zyada
Naat Shareef
• Naatia Ashaar
• Sunna Hai Kya Sunayein Kya
• Kahein Khud Ko ALLAH Walay Kahein Khud Ko AAQA SAW Walay