Log apni gharz ke leye aatay hain, dil niyat theek ho jae tou sab kuch theek ho jata hai, namaz ko chorna kufar hai, filmain aur tv chalanay se nifaaq paida hota hai, zikar azkar ki ghaflat se maseebatin aati hain, jawani ki toba Allah ko pasand hai, imaan walay ko Allah ka dar hota hai, gharoon mai parday ka khayal rakhna, peeroon se parda karna hai, Aaqa Jee saw ki rehmat ki nazar insaan ko pak kar deti hai, Aaqa jee saw thay nahin abhi bi hain, Aaqa jee saw bari hikmat se tarbiat kartay thay