Home Mehfil Naat Shareef Taleemat Wazaif Notice Board About Contact
Directory Jamat Timing

25 November 2006, Zohar (04 Zilqadah 1427)

25-11-2006
ظہر
57:02
محفل
Taleem Shareef
Dua Mubarak 12 Minute, SHEIKH SAHIB Tarbiyat Ke Liye Islaah Aur Khair Khwahi Farmatay Hain, Ishq Qurbani Maangta Hai, Rishtay Nahin Tornay Sila Rehmi Karni Hai, Baaz Logon Ka Quran Parhna Sirf Halaq Tak Hai, KHUDA NABI SAW Darguzar Ko Pasand Kartay Hain Badla Lainay Ko Nahin, Aamaal Ke Sath Tabdeeli Bhi Aani Chahiye, Haq Baat Karni Hai Doghla Nahin Chalna, Hadye Se Muhabbat Barhti Hai, Yahan Koi Bhi Aaye Us Ko Faida Hota Hai Wazaif Le Kar Jaatay Hain, Apne Haath Se Sadaqa Karna Afzal, Inteqam Lainay Se Ehtiyaat Karein, Aamaal Ke Sath Parhaiz Bhi Ho, Ghareebon Ki Khufiya Madad Karna ALLAH Ko Pasand, Muttaqi Logon Ko Khana Khilana, AAQA JEE SAW Ki Qudrat-o-Kamaalaat, AAQA JEE SAW Ka Anbiya Mein Imtiyaz, AAP SAW Ki Azmat, AAQA JEE SAW Ki Wajah Se Ummat Pe ALLAH TA'ALA Ka Khaas Karam, Har Saal Hajj Har Mahina Umrah Ki Koshish Karein, AAP SAW Ke Wasf-o-Andaaz Mubarak

Naat Shareef • Rab Karay Mujh Ko Bhi Ho Ishq Ki Daulat Haasil
Search
Search for Taleemat, Naats, or Mehfils
Search in: