Taleem shareef:
Aaqa jee (saw) ka dil sey banein, Allah aur Rasool (saw) ko raazi karny sey har maslay ka hal, aurat ka parda, dosroon ko burai sey rokna, burai ko dil sey bura janein, niyat ki sachai sey faida, namaz aur darood ki barkatein, Allah Ta'ala ki dheel, Aaqa jee (saw) kay maamlay mein dakhal denay say museebat aaye, Aaqa jee (saw) ko dekhnay say imaan barhey, kismat badley, Khuda Rasool (saw) say dil judda nahin tau kahin bhi raho faraq nahin parta, Aaqa jee (saw) ka waseela, emaan waley Khuda Rasool (saw) ki azmat ko har cheez say pehlay rakhtay hain, hukamrano ko Aaqa jee (saw) ki baat ko tarjih deni chahiye, daulat kay jaado say deen kay maamley mein naram nahin parna chahiye, Sheikh sahab ki taman'na aur un par karam, gungunaye ashaar (koi tujh say katra mangey).
Naat shareef:
- Zara lab hila dein Wo (saw) durman e aalam
- Aap (saw) kay naam ka wazifa mera dil jigar parhey hai
- Pakka nahin aashiq na hi Un (saw) sey hon mein ghafil
- Bin aap ke hum ko jeena nahin hain