Aaqa jee (saw) ki azmat kay maamley mein laparwahi say nahin bolna chahiye, Aaqa jee (saw) kay saamney dars dena bay adbi, insaan kay jhoota honay par bhi agar Aaqa jee (saw) par yaqeen hai tau kaam ban jata hai, Aaqa jee (saw) kay waseelay kay baad kisi waseelay ki zaroorat nahin, naat aur durood parhna hamarey liye karam kay bahaney hain, Aaqa jee (saw) kay farmaye huey aapas mein muhabbat kay wasail pehley apnain, aapas mein salam karna, garz kay baghair hadiye dena, salaam mubarak.
Naat shareef:
- Rehman hai tu waqif gehrahiyoon say dil ki
- Aap nein has has kay ibtida ki thi
- Ik dard hai palta seeney mein, ik hook si dil mein uthti hai