Niyat Aur Dil Theek Ho To Insaan Ajar Aur Sawab K Bajaye Aaqa G SAW Ki Mohabbat K Nashay Mein Poori Lagan Sy Ibadat Karta Hai, Zawaal Ka Sabab Na Shukri Hai, Imaan Walay Ko Mout K Baad Raahat Naseeb Ho Gi, Haya Imaan Ki Alamat Hai, Duniya Earzi Thikana Hai, Duniya Mein Imthehaan Aaye Ga, Niyat K Theek Honay Sy Khuda Ki Khaas Rehmat Utartee Hai, Sabr Walon Ke lay Be Hisaab Ajar Hai, Jismani Aur Rohani Marz Mein Farq, Asal Marz Zikar O Azkar Mein Dil Nah Lagna Hai, Sahaba Karaam RA K Imaan Ki Kuch Misalein, Imaan Mazboot Ho To Ghareeb Lainay Sy Inkaar Karta Hai, Sadqa Khairaat Adab Sy Karen, Dil Ki Be Nayazi Sy Insaan Ghanni Bantaa Hai, Niyat Aur Kher Ka Aapas Mein Talluq, Kharab Niyat Sy Burii Koi Cheez Nahi, Agar Sawal Karna Par Jaye To Izzat Sy Karen, Dua Khbi Khaali Nahi Jati, Wazaif Khuda Par Yaqeen Ko Mazboot Banatay Hain, Aaqa G SAW Jab Chahain Dil Badal Den, Aaqa G SAW Hayaat ul Nabi Hain, Kayenaat Aap SAW Sy Zindah Hai, Aap SAW Ko Har Cheez Mein Kamaal Haasil Hai, Koi Bhi Cheez Aap SAW Sy Judaee Nahi Chahti Thi, Khajoor K Sokhey Tanay Ka Waqea, Khuda Rasool SAW Sy Wafa Karen, Hadees Bayan Karne Mein Hamesha Ahthyat Karen