Jab Aaqa Jee SAW Ka Naam Mubarak Aaye To Dil Mein Syedna Rakha Karo, Wazifay Dil Sy Parhny Sy Rehmat Aaye, Niyat Theek Karna, Bachoon Aur Hewanoon Par Taras Karna, Choti Neki Bhi Bakhshish Ka Sabab Banay, Khuda Rasool SAW K Sath Seedhay Ho Jao, Zikar Azkar Sy Imaan Mazboot Hota Hai, Neki Karo Badi Nah Ho, Namaz Jamaat K Sath Parhein, Gussa Peena, Imaan Wala Dil Mein Keena Nahi Rakhta, Tawazu Aur Darguzar Karna, Rishtey Jornay Hain Tornay Nahi, Rishtey Daaron Mein Fitnah Nah Phelain, Aurat K Saath Hikmat Aur Narmi Sy Chalein Bara Nah Banayein, Tanz Na Karein, Doosron K Aiboon Pay Parda Dalna, Apney Ehem Kaam Khamoshi Sy Karein, Sheikh Jee Ki Har Taleem Shareef Aurtoon Ko Nah Bataein, Maa Baap Aur Biwi K Saath Taluq Mein Hikmat, Sheikh K Qareeb Waloon Ko Na Dekhein Aur Multan Shareef Mein Aitikaaf Ki Soorat Mein Rahein