Nabi Kareem SAW Sy Mohabbat Nahi To Hasab Nasab Bhi Faida Nahi Day Ga, Kuch Miley Ya Na Miley Aaqa Jee SAW Ka Dar Nahi Chorna, Nabi Paak SAW K Ghulam Duniya Mein Hukumrani Karty Hain, Dil Lagayein Aur Niyat Theek Karein, Zikar Azkar Ka Assar Nabi Kareem SAW Sy Wafa Kar K Miley, Allah Rasool SAW Ki Baat Dil Sy Maano, Allah Sy Doori Sy Museebatein Aati Hain, Makhlooq K Haath Mein Kuch Nahi Allah Sy Maamla Theek Kar Lo To Sab Set Hojaye Ga, Allah Ko Raazi Kar Lainy Walay Ko Mushkil Mein Ayaanat K Kai Asbaab Muyassar Hotay Hain