Hamein Sirf Aaqa Jee SAW Ki Tamanna Hai, Aaqa Jee SAW Ki Wajah Sy Arab Ko Deen Duniya K Faiday Huwey, Aaqa Jee SAW Har Lihaaz Sy Sultan, Duniya Allah Rasool SAW Sy Mohabbat Karny Waloon K Qadmoon Mein Hoti Hai, Sirf Aaqa Jee SAW Ko Rukh Daina Hai, Duniya Ki Mohabbat Niklay Gi To Allah Ka Ishq Miley Ga, Sahaba Karaam R.A. Aaqa Jee SAW K Leay Qurbaniyan Daity Thay, Marti Hue Bakri Wala Waqea, Agar Dil Allah Rasool SAW Sy Laga Ho To Duniya Ki Mohabbat Dil Mein Nahi Aati, Logon Sy Baghair Loss Mohabbat Karain, Ghar Mein Parday Ki Sakhti Karain, Hamesha Aaqa Jee SAW Ki Baat Ko Maan'Na Hai, Zikar Azkar Insaan Ki Rohani Ghiza Hain, Allah Pak Sy Rehmat Ka Rabta Hona Chahiye, Maut Ko Yad Karna, Dil Neyat Theek Nahin Tao Faida Nahin Hoga, Dil Mein Allah Rasool SAW Ki Muhabbat Ho Tao Imaan Mazboot Hoga, Gungunaye Ashaar