Akhirat ki tayari ki fikar, tareqat mein qismat vala lagta hai, Aaqa Jee SAW se jurne se har Amaan, zikar azkar se khushhali, Sheikh jee ki hamaray liye hiras, maal Saleh aadmi ke liye acha, khudari aur mushaqqat kar kay kamaana Allah Taala ko bohat pasand, biwi kay saath khush ikhlaqi rakhna, miyan biwi ka aik dosray ke liye zeenat se rehna, aapas mein aik dosray se Afoo o dar guzar karna, maa ka adab aur ehtram, biwi ke rishte daaron se acha rawwayah rakhein, gharoon mein kabhi kabhi apne kaam khud karna, islam mein rohbaniyat nahi hai