Khuda Rasool SAW say dil laganay say faida ho ga, imaan kay kamoon ko duniya par tarjeeh dein, Aaqa Jee SAW ka ban'nay se har museebat duur ho jati hai, zikar azkar say Allah Taala ki rehmat aati hai, insaan Ameer ho ya ghareeb imaan ko mat chorein, zikar azkar se dil zindah ho, Khuda Rasool SAW se mohabbat ho to har cheez mein rehmat ho gi