Allah ki rehmat par ziada bharoosa karna chahiye, Allah ki dheel say dhooka na khaein, Sheikh ka ehsaan maan'na, har haalat mein Allah say bana kar rakhein, achey Aa'maal say halaat achey, deen ko daikh kar shadi, deen ki taleem, bay-pardagi kay nuqsaan, hikmat say talkeen karna, Aaqa Jee SAW kay hukamoon ki qadar zaroor honi chahiye, jawani mein ehtiyaat, deen kay saath duniya bhi rakhni hai, dil theek hona zaroori hai, Owais Qarni R.A. ki Aaqa Jee SAW say mohabbat, khana na bachaya karein, takabur mitana, qurbani baatoon say nahin hoti, Sheikh ki suhbat, ehmiyat aur taaluq kay mutaliq tafseeli taleem shareef, tareeqat mein shaitaan waswasey lata hai