Aaqa Jee SAW Allah ka noor hain, Aaqa Jee SAW hamara waseela hain, hum Aaqa Jee SAW ko dil mein rakhtay hain, Allah Rasool SAW se doori say azaab aata hai, buray amloon ki wajah se museebatein aati hain, Allah Rasool SAW se mohabbat karne walay ghanni hotay hain, imaan walay ke liye duniya qaid khanah hai, namaz, durood shareef mein dil lagao sab kuch miley ga, Aaqa Jee SAW se rabita mazboot rakho, Aaqa Jee sab ke liye rehmat hain