Home Mehfil Naat Shareef Taleemat Wazaif Notice Board About Contact
Directory Jamat Timing

CT-636

10-10-1997
ظہر
شروع کی محفل
Allah Rasool SAW ka maamla sab se pehlay rakho, Aaqa Jee SAW ko tawajah dein deen duniya sanwar jayein ge, Aaqa Jee SAW aalam ke liye rehmat hain, Aaqa Jee SAW har waqt mojood hain, Aaqa Jee SAW ke ban jao sab kuch miley ga, mohabbat mein qurbani deeni partee hai, namaz, nawafil ki raghbat, Aaqa Jee SAW se doori se museebatein aati hain, zikar azkar baghair kisi gharz ke karna chahiye, Allah Rasool SAW se niyat theek kar lo, Allah paak bohat reham karne wala hai, Allah Rasool SAW mohabbat waloon ka khayaal rakhtay hain, imaan wala gunaaho pay tauba karta hai, zikar azkar se dil mein Allah Rasool SAW ki mohabbat peda hoti hai, apne gunaahoon pay parda dalein, jo Allah Rasool SAW kay ho jate hain her cheez unkee ho jati hay, Gunahoon par afsoos, emaan na hona munafikat ki nishani hay, Allah Rasool SAW kee mohabbat kay baghair tamam ilm  or ibadat baykaar hay.
Search
Search for Taleemat, Naats, or Mehfils
Search in: