Zikar azkar se imaan mazboot hota hai, zikar azkar karne se dil mein tauba ka ehsas peda hota hai, wazifoon aur namazoon ka nagha nahi karna, zikar azkar se dil badalta hai, kasrat se durood shareef parhnay se museebatein daur hoti hain, Allah ko raazi karein ge to rehmat aaye gi, Allah jo chahta hai wohi hota hai, maut ko bohat yaad kya karo, adab walay ko faiday hongey, mout ko yaad karne se akhirat ki fikar rehti hai, Nabi Paak SAW se mohabbat ho gi to imaan mukammal ho ga, duniya daaroon ke saath mail jool nahin rakhna, aamaal ki wajah se halaat badalty hain, Allah chahay ga tau haalat badlay gain, jo zikar nahi karta is ka dil murda hota hai, Allah Rasool SAW ko raazi karne ki niyat kar lo rehmat aaye gi