Imaan wala Aaqa Jee SAW ka saath deta hai, Aaqa Jee SAW ki rehmat ho gi to mamlaat chalein ge, Aaqa Jee SAW bohat roab aur reham karne walay hain, Aaqa Jee SAW ki aik nazar e karam insaan ko badal deti hai, Aaqa Jee SAW har waqt mojood hain, Allah Rasool SAW ko raazi karne walay kaam karne hain, Aaqa Jee SAW se niyat theek kar lo to gunaaho pay bhi rehmat ho gi, Durood shareef parho to Allah ki rehmat aaye gi, Allah Rasool SAW se dil laga lo to duniya qadmoon mein ho gi, gungunaye ashaar