Home Mehfil Naat Shareef Taleemat Wazaif Notice Board About Contact
Directory Jamat Timing

CT-664

10-10-1997
ظہر
شروع کی محفل
Aaqa Jee SAW hamaray waseela hain, insaan ko jis say muhabbat ho woh is ki taraf jata hai, Aaqa Jee SAW har waqt mojood hain, Aaqa Jee SAW bohat Azmat walay hain, Aaqa Jee SAW kay adab ka khaas khayaal rakhein, Aaqa Jee SAW kay saath raabtey mein dil mein bahaar aati hai, jawanoon ka dil naram hotay hain, Aaqa Jee SAW pooray aalam kay liye rehmat hain, Aaqa Jee SAW kay waselay se duayein qabool hongi, Aaqa Jee SAW say Abu Bakar RA ki mohabbat sab say ziyada thi
Search
Search for Taleemat, Naats, or Mehfils
Search in: