Home Mehfil Naat Shareef Taleemat Wazaif Notice Board About Contact
Directory Jamat Timing

CT-670

10-10-1997
ظہر
شروع کی محفل
Aaqa Jee SAW jaisa koi Raheem Kareem nahin, jis nay gunaah say tauba ki us nay jaisey gunaah Kia hi nahin, Aaqa Jee SAW hamaray liye bakhshish ki dua kartay hain ,Allah kay Wali ko khauf  nahin hota, Aaqa Jee SAW kay taaluq say deen Duniya ki museebat duur hoti hai, Allah Rasool SAW say niyat theek ho to tumharey kaam durust ho Jaein gay, namaz jama'at kay saath ada karein, jo dhokha day woh hum mein say nahin, Tareeqat me ilm kitaboon say nahin aata, Aaqa Jee SAW Ka zamana qiyamat tak rahe gaa, Rohani taqat Allah Rasool SAW kay Zikar say aati hai, Zikar tarak na karein, Allah Rasool SAW ki raza waley kaam karnay hain, Allah raazi saari makhlook raazi
Search
Search for Taleemat, Naats, or Mehfils
Search in: