Home Mehfil Naat Shareef Taleemat Wazaif Notice Board About Contact
Directory Jamat Timing

CT-677

19-10-1997
ظہر
شروع کی محفل
Aaqa Jee SAW har waqt mojood hain, hum kaif walay hain, riyakari say ehtiyat karo, tareeqat mein Sheikh say jurney say dil badal jata hai, hamein Aaqa Jee SAW ka sahara hai, zikar azkar say dil mein Allah Rasool SAW ki mohabbat peda hoti hai, Sheikh sahib ki hamaray liye Allah Rasool SAW kay ishhq ki hirs, hum har cheez mein Aaqa Jee SAW ko yaad kartay hain, Aaqa Jee SAW sab say bara waseela hain, tareeqat mein behas nahi kartay, gungunaye ashaar, Aaqa Jee SAW ko yaad karnay say Allah ki qurbat mehsoos hoti hai, har shai Aaqa Jee SAW say mohabbat karti hai, firqoun mein nahi parna, sab kay saath ikhlaq say paish aana hai, Aaqa Jee SAW nein ikhtilaaf pasand nahin farmaya, hukumraan ki ata'at karni hai
Search
Search for Taleemat, Naats, or Mehfils
Search in: