Home Mehfil Naat Shareef Taleemat Wazaif Notice Board About Contact
Directory Jamat Timing

CT-683

19-10-1997
ظہر
شروع کی محفل
Gungunaye ashaar, duayen , assar karti hain, Sheikh sahib pay allah ki rehmat, Sheikh sahib ki allah se mohabbat aur duayen manwana, niyat mein ghlamِ mustafa ban-na hai, mustaqil ibadat karo chahay thori ho, gharon mein parday ka khaas khayaal rakhen, aaqa jee rehmat hain, parday pay taleem shareef, aamaal ke hisaab se museebatein aati hain, aaqa jee ki baton pay yaqeen karna hai, niyat dil theek na ho to parhnay parhanay ka faida nahi, –apne gunaaho pay tauba karo, sohbat ka assar hota hai, buraiee ko rokain, deen ki khatir rishte dariyan karni hain, aaqa jee ki marzi ke mutabiq chalna hai, namaz buraiee se rokti hai, naat shareef suneney se dil mein mohabbat peda hoti hai, mohabbat wali namaz padni hain, allah rasool ko raazi karne walay kaam karne hain, imaan walay ke dil mein khauf hota hai, surah ikhlaas bohat parha karen, quran shareef parhnay se dil ka zank utartaa hai
Search
Search for Taleemat, Naats, or Mehfils
Search in: