Badshahoon Kay Khazane Mein Woh Rehmat Nahin Jo Rasoolallah SAW Kay Seenay Mubarak Mein Hay, Adaab Say Karam Aur Faiz Khulay, Allah Aur Rasool SAW Ki Niyat Say Adab Say Aayein Aur Kuch Lay Kar Jayein, Baywakoof Doost Say Akalmand Dushman Acha Hay, Bay-Emaan Kay Liye Paisa Hi Emaan Hay Aur Emaan Walay Koo Chahay Sari Dunya Hi Mil Jai Usay Chain Nahi Milta Jab Tak Allah Or Rasool SAW Raazi Na Ho Jaein, Mout Tak Dartay Rehna Chahiye Kay Kahein Allah Rasool SAW Naraaz Na Ho Jaein