Home Mehfil Naat Shareef Taleemat Wazaif Notice Board About Contact
Directory Jamat Timing

CT-685

19-10-1997
ظہر
شروع کی محفل
Emaan mazboot karein, Hazrat Umar R.A. ki Aaqa Jee SAW say mohabbat, Aaqa Jee SAW kay peechey lakeer ka faqeer banein, Sheikh Ji ka Aaqa Jee SAW par yaqeen, jamaat say namaz parhein, silsiley mein wafa say Aaqa Jee SAW ki zamanat, Aaqa Jee SAW ki muhabbat waloon per meherbaniyaan, gungunaye ashaar, baatni taur par sahi hona ziyada zaroori, apnay ko dekhein tau kisi ko bura nahin kahengey, apni khoobiyaan bayan na karein, ilm kay saath amal bhi, duniya ko ziyada sochney say emaan mein kamzoori, zahir aur batin mein dil ki bari ehmiyat, taqdeer mein na parein, duaein taqdeer badal deti hain, gunaahoon say bachein aur tauba mein lagey rahein, aasra Allah say rakhein makhlooq say nahin, Khuda say taaluq Aaqa Jee SAW kay waseelay say
Search
Search for Taleemat, Naats, or Mehfils
Search in: