Allah Pak Ka Karam Sab Ko Chala Raha Hai, Allah Jo Chahta Hai Wohi Hota Hai, Har Haalat Mein Allah Ka Shukar Ada Karo, Imaan Wala Apnay Gunah Pay Tauba Karta Hai, Shirk Nahi Karna, Allah Pak Shirk Ko Maaf Nahin Karey Ga, Aaqa Jee SAW Kay Waselay Say Hamaray Kaam Hotay Hain, Allah Rasool SAW Ki Marzi Walay Kaam Karnay Ki Niyat Karni Hai, Zikar Azkar Say Imaan Mazboot Hota Hai, Firqoon Mein Nahi Parna, Aashiq E Rasool SAW Ban'na Hai, Aaqa Jee SAW Kay Ghulam Badshahi Kartey Hain, Dil Say Aaqa Jee SAW Kay Bano To Rehmat Aaye Gi, Durood Shareef Parhnay Se Aaqa Jee SAW Say Rabita Mazboot Hota Hai, Duniya Imaan Walay Kay Liye Qaid Khanah Hai, Duniya Say Mohabbat Nahi Karni, Imaan Ko Bachao, Allah Rasool SAW Say Doori Say Museebatein Aati Hain, Jamaat Kay Saath Namazain Parhni Hain, Imaan Wala Apni Nazar Ko Bacha Kay Rakhta Hai, Apnay Gunaaho Pay Tauba Karein