Home Mehfil Naat Shareef Taleemat Wazaif Notice Board About Contact
Directory Jamat Timing

CT-695

10-10-1997
ظہر
شروع کی محفل
Duniya Say Mohabbat Nahi Karni, Jo Allah Kay Liye Apne Aap Ko Giratay Hain Allah Unhein Buland Karta Hai, Allah Rasool SAW Ki Marzi Kay Mutabiq Rehne Ki Niyat Kar Lein, Kasrat Say Durood Shareef Parhein, Gunah Ho Jaye Tau Tauba Karo, Namaz Jamaat Kay Saath Parhni Hai, Ikhtilaaf Mein Nahi Parna, Zikar Azkar Say Imaan Mazboot Hota Hai, Allah Ki Rehmat Say Halaat Theek Hotay Hain, Zikar Azkar Insaan Ki Rohani Khoraak Hain, Doosron Kay Gunaahoon Pay Parda Daalo, Allah Rasool SAW Ko Raazi Karnay Walay Kaam Karnay Hain, Rishton Ko Jorna Hai Torna Nahi, Apnay Aap Ko Allah Rasool SAW Kay Hawalay Kar Do, Niyat Theek Na Ho To Parhnay Parhanay Ka Faida Nahi Ho Ga, Insaan Ko Imaan Wala Ban'nay Kay Liye Barri Mehnat Karni Partee Hai, Duniya Daaron Say Duur Rehna Hai, Duniya Aur Aurat Say Bachein, Jis Mein Mohabbat Nahi Us Mein Imaan Nahi
Search
Search for Taleemat, Naats, or Mehfils
Search in: