Allah ka Aaqa Jee SAW say muhabbat ka izhaar aur ishq, Aaqa Jee SAW buhat bara waseela, gungunaye ashaar, Aaqa Jee SAW ki azmat, Aaqa Jee SAW kay sabab maafiyaan, Allah say banaein aur aapas kay ikhtilaaf mein na parein, musalmaan par hathyaar nahin uthaya jaata, Quran aur Hadees par ijtihaad ko tarjeeh mat dein, kisi ko gaali mat dein, kattar Aashiq e Rasool SAW banein, qawali sunnat nahin, har buzurg kay peechey andha ho kar nahin chalna, sachey Sheikh ki alamaat sirf zahiri nahin hoti, Aaqa Jee SAW ki ziarat say tabdeeli aati hai, azmat dil mein utarna, Aaqa Jee SAW kay sabab Ashaba par karam, Aaqa Jee SAW sab kuch dekhtay hain