Deen mein tafarqa bazi say parhaiz karein Shirk say bachein, Aaqa Jee SAW say har jandaar aur bayjaan cheez waqif hai, Aaqa Jee SAW Hayyat un Nabi hain, Dunia aur akhirat ki khushhali aur badhali amaal kay hisaab say hogi, Gunah ko mizaj na banayein, Tareeqat mein ilm faiz kee sorat main milta hai, Allah insan kay weham o gummaan say ziyada karam karta hai, Khuda Rasool SAW kay aagay kisi ki wuqat nahin, Faiz say dil zinda hota hai, Jo Allah Rasool SAW say dosti karay uska dunia aur akhirat main khauf khatam ho jata hai