Home Mehfil Naat Shareef Taleemat Wazaif Notice Board About Contact
Directory Jamat Timing

CT-711

19-10-1997
ظہر
شروع کی محفل
Khuda Rasool SAW say maamla bana kar rakhein warna koi maal asbaab kaam nahi aayein gay, Allah Taala ko asbaab ki zaroorat nahi, Allah Taala Raheem aur kareem, Aaqa Jee SAW ka waseela bohat barri rehmat, zaari bas Allah Taala kay agay karein nah ke makhlooq, khushhali aur badhaali aamaal kqy hisaab se ayein, ameeron ki sohbat say bachein, Khuda Rasool SAW say talluq har mushkil ka hal hai, wazaif dil se parhnay say Khuda Rasool SAW say talluq peda ho, maal aulaad fitnah, naik aulaad sadqa e jarya hoti hai, Allah Taala ki mohabbat mein qurbaniyan, Aaqa Jee SAW ki nazar e khaas us kay liye jo unhein tarjeeh day, zikar azkar ikhlaas kay sath parhnay say Faiz dil mein utray
Search
Search for Taleemat, Naats, or Mehfils
Search in: