Har Rehmat Aur Takleef Allah Taala Ki Taraf Say, Akhirat Ki Tayari Mein Ziyada Rehna, Khuda Rasool SAW Ko Raazi Karnay Walay Kamoon Ki Fikar Mein Rehna, Gunaahoon Par Pachtaana Aur Tauba Kartay Rehna Chahiye, Zikar Azkar Say Imaan Ko Taaqat Millti Hai, Ganay Sun'nay Say Parhaiz Karein, Aurat Ka Parda, Haya Imaan Ka Hissa, Aapas Mein Aik Dosray Ka Khayaal Karna, Mout Ko Har Waqt Yaad Rakhein, Jo Khuda Rasool SAW Ka Ho Gaya Sab Kuch Us Ka Ho Gaya, Har Cheez Mein Aaqa Jee SAW Ki Marzi Ko Sab Say Pehlay Rakhein, Inshallah Ki Ahmiyat, Bajama'at Namaz Ada Karnay Ki Koshish Karein, Khuda Rasool SAW Ki Mohabbat Har Fikar Say Nijaat Dila Deti Hai, Zikar Azkar Ki Pabandi Say Halaat Mein Khushhali Aati Hai