Home Mehfil Naat Shareef Taleemat Wazaif Notice Board About Contact
Directory Jamat Timing

CT-722

10-10-1997
ظہر
شروع کی محفل
Duniya dil say nikalnay say rehmat aati hai, bachoon ko deen ki tarbiyat sikhanay say unmein asar aaye, dil niyat sachi honay say jaldi asar hota hai, Allah Rasool SAW mil jayein to sab kaam ho jayein gay, gungunaye ashaar, Allah Rasool SAW kay saath gehri dosti ki halat, haram jhoot or galat kaam ko aadat nahi banana, Allah Rasool SAW ki mohabbat ki taleem do, takabur aur anaa kay nuqsaan, Khuda ko raazi karnay kay baad wasail par yaqeen karein, parda chornein kay nuqsaan, musalmaan bhaiyoon ko riayat mein rakhna, jaan say pehley imaan ka tahafuz zaroori, Allah bagair ista'daad sab kuch kar sakta hai, imaan kay liye qurbani deni parti hai, zikar azkaar say taqwiyat milay, Allah amaan day tau har jaga Amaan miley, Aaqa Jee SAW maujood hain aur har masla hal kar saktey hain
Search
Search for Taleemat, Naats, or Mehfils
Search in: