Allah Taala ko raazi karnay say har kaam aasaan, Khuda Rasool SAW ki mohabbat kay kaam hargiz na chorein, Namaz ki ahmiyat, Allah Taala aur Aaqa Jee SAW ki sachi talab honi chahiye, museebatein aur balaein buray aamaal kay sabab aati hain, tareeqat mein tarbiyat, firqoun mein mat parein, Aaqa Jee SAW ki mohabbat walay kaam ziyada karein, har haal mein Allah Taala ki Raza say raazi rehna chahiye, Aaqa Jee SAW ka ban'nay say har mushkil hal ho, Zikar Azkar say deen duniya aasaan, Sheikh Jee ki apni walida Jee ke saath mohabbat, waldain kay saath acha sulooq§