Home Mehfil Naat Shareef Taleemat Wazaif Notice Board About Contact
Directory Jamat Timing

CT-731

10-10-1997
ظہر
شروع کی محفل
Zikar Azkaar say dil naram ho emaan milay aur museebat balaein door hoon, Allah Rasool SAW kay saath niyat theek rakhnay say kaam banein, apni marzi mat karein, Makhlooq kay hisaab say nahin Allah kay hisaab say chalein, khushali asbaab say aur asbaab a'amal say, Kisi say baney na baney Khuda say bana kar rakho, Aaqa Jee SAW ka saath do aur Aaqa Jee SAW kay hukmoon ko poora karo phir karam dekho, Aaqa Jee SAW hayatun Nabi, muhabbat aur shukar ki niyat say tasbeeh parhein, larkey larkiyoon mein parda zaroori, ruhani khorak chornay say emaan ki kamzoori
Search
Search for Taleemat, Naats, or Mehfils
Search in: