Kalmay ka haq hai kay musalman ki madad ki jaye, Khuda aur Rasool SAW ki hukoomat mein aa jayein sab kuch theek ho jaye ga, Aaqa Jee SAW Hayaat un Nabi hain, Sheikh Jee ki hamaray liye hirs, Jo Allah ka ho jaye har cheez uski ho jati hai, Musalman ko bad aamali ki wajah say museebatein aati hain, Dunyawi taleem kay saath taqwa bhi zaroori hai, Bay pardagi bay raah rawi ka sabab banti hai, Khuda kay ahkaam mein gunjaish nah dhoondein, kamzoor par reham aur mazboot ko aazmaaya jata hai, Imaan ki fikar karein