Emaan wala namaz nahi chorta, Allah Rasool SAW ko raazi rakhein, maut ko yaad karein aur duniya ko ziada na sochein, gungunaye ashaar, Aaqa Jee SAW kay liye qurbani day kar bhi haqdaar nahin ban saktey, Dil mein Allah Rasool SAW ka honay say Maal Asbaab nuksan na dein, Khuda Rasool SAW say taaluq wala ban'na aur dhiyaan ziyada dena, a'amaal ki ehmiyat, zindagi ki qadar karein aur zikar azkaar karein, Allah bakheeli ko pasand nahin karta, beqadri ki ibadat na karein, Allah ki dheel say dhoka na khaein, ibadat aur a'amaal mein niyat theek rakhein, Allah kay baad Aaqa Jee SAW kay haath mein sab kuch, nujumiyoon say door rahein, Khuda Rasool SAW say baghair garz muhabbat aur ibadat afzal, insaan par Allah ka karam, Khuda Rasool SAW say rabtay walay ki fikrein khatam ho jaati hain, ziyada aulaad say rizq kam nahin hota a'amaal say hota hai