Maal aulaad aurat is duniya mein imtihaan hain, Zakat Sadqay say maal paak hota hay, Khuda kee qudrat mein asbaab ko nahi sochna chahiye, Allah Rasool SAW ko chornay say deen dunya doonoon mein nuqsaan, Jamaat kay saath namaz Rasool SAW ka hukum hay, sachi niyat wala namaz zikar nahin chor sakta hay, Allah naimat par shukar karnay walay ko aur dayta hay, Shirk say bachna chahiye, Duniya gham or museebat ki jagah hai yahan musafir ki tarah rehna chahiye, Zindagi ko ghaneemat samjho maut say pehlay Allah Rasool SAW kay kamoon mein lago, faiz kitaboon say nahi khulta, Jo Allah Rasool SAW ko Chor dayta hay Allah ussay shahwat mein maarta hai, Insaan ka dil jahan ziyada laga hota hay woh aksar usee halat mein marta hay, Allah Taala nay insaan ko apni ebadat kay liye paida kia hai