Allah Rasool SAW ki baat man'nay wala emaan wala hay, Allah Raheem Kareem hay, zikar azkaar say nafs shaytaan ka galba kam ho or achay kamoon mein dil lagay, tauba naseeb ho or dil mazboot ho, Hukumat e waqt ki pairwi karein chahay galat bhi hoon, Allah kay baad Rasool SAW kainaat kay maalik hain, Allah agar naraz ho to koi waseela kaam na aaey, Dua say balaein door hoti hain, Namaz waqt par ada karein, Durood Sharif say Allah Rasool SAW say rabta paida ho, Film, ganay, Shair o shairi or gaali say parhaiz karein, Allah Bagair asbab kay bhi chala sakta hai, Allah kay nazdeek zaat paat paysa doolat ki nahin Amal ki ahmiyat hay, shaitan insaan mein khoon kee tarha chalta hay, sachi Muhabbat sirf Allah Rasool SAW say, Shahwat wali Muhabbat say bachein