Home Mehfil Naat Shareef Taleemat Wazaif Notice Board About Contact
Directory Jamat Timing

CT-751

10-10-1997
ظہر
شروع کی محفل
Quran paak parhnay say dil ka zang utray or 10 naikiyaan milein, Jo Qazi bana woh bagair churee kay zibah ho gaya, Quran Rasool SAW kay faiz say samajh aaey, aurat ko choonay or ghulnay milnay kee mumaniyat, logoon kay liye khair ka bais banein or inhain burai say rokein, Aapas mein ikhtilaaf say bachein, Kaafir ko gaali nah dein takay woh tumharay Allah koo bura bhala nah kahay, jiss mein muhabbat nahin woh emaan wala nahin,  Bayhayai dil ko murda karay, Rasool SAW ki Nigah e karam Sahabi banaey, Rasool SAW kay maujzaat, Rasool SAW thay nahin hain, Hazrat Abu Bakar aur Hazrat Umar R.A. kay waqiaat, Allah aur Rasool SAW ki Muhabbat
Search
Search for Taleemat, Naats, or Mehfils
Search in: