Cricket afsanoon or fazooliyat mein apna wakt nahi gawana chahiye, Allah Rasool SAW ki muhabbat waloon kay liye maut kay baad bhi rehmatein hain, Kafiroon kay mulk mein na rahein varna aulaad kharab ho jaey gee, Allah a'amaal kay hisab say dunya kay halaat badalta hai, Jo qazi bana bagair churi kay zibah ho gaya, Zikar Azkar dil say bojh duur karein, ibadat kay saath sabar karein, haraam maal kay nuqsanaat, Naik amal dunya koo daikh kar nahin Allah kay khoof say karein, Allah Rasool SAW say mukhlis huey bageir naik amal bhi faida nah dy, Dunya mein pardesi ki tarha rahein, Rasool SAW ka Allah Jee say rabtaa or Maujzaat, ziyada soochnay say shirk ka imkaan ho jata hai