Muhabbat wala nafa nuqsaan nahin daikhta, Khuda Rasool SAW kay saath layla majnoo banein duniya kay nahin, gungunaye ashaar, emaan bachao sab kuch bach jaey ga, Aaqa Jee SAW ki azmat ka qail hona, Aaqa Jee SAW buhat bara waseela, Aaqa Jee SAW kay sabab umat ko riayatein, ikhtilaf ki baat ko chor dein aur galat mat kahein, qattar aashiq e Rasool SAW banein, kisi aalim ki baat ko quran hadees say ziyada na samjhein, aapas mein muhabbat, Ashaba karaam R.A. ka ehtaram karein, Aaqa Jee SAW kay peechey lakeer ka fakeer banein, jamaat kay saath namaz reh janey ki surat mein dosri jamaat Karana, magrib kay farzoon sey pehly do nafal parhna