Sachhi niyat say Khuda Rasool SAW say mohabbat karein, Dil say Allah Taala aur Aaqa Jee SAW say jurnay say har cheez millti hai, Durood Shareef adab say parhein, Khuda Rasool SAW ki mohabbat mein imtihaan, Zikar azkar say dil imaan walay kamoon mein ziada lagta hai, mafaad kay baghair zikar azkar karein, namaz ki ahmiyat, dil sirf Khuda Rasool SAW say lagain, bas Aaqa Jee SAW kay ban jaein, Aaqa Jee SAW hayaat un Nabi SAW hain, Allah Taala ki Aaqa Jee SAW say bay intaha mohabbat