Home Mehfil Naat Shareef Taleemat Wazaif Notice Board About Contact
Directory Jamat Timing

CT-770

19-10-1997
ظہر
شروع کی محفل
Aaqa Jee SAW kay liye qurbani ka jazba honay say kaam banay, emaan kay liye jaan aur maal ko qurban karein emaan qurbaan na karein, raabtey aur muhabbat wali namaz aur durood parhein, emaan walay ko museebatoon par sabar say Allah ka qurb naseeb hota hai, Khuda Rasool SAW kay liye jhukna, wazaif nizam say parhnay say sabar shukar aur tawazu naseeb ho, duniya museebat aur dokhey ki jaga hai, asal zindagi akhirat ki, maal saleh aadmi kay liye acha, duniya daroon ki suhbat say door rehna, rishtey daroon ki madad karna, Hazrat Usman R.A. ka Allah ki raah mein kharch karna, ruhani bemari jismani bemari say barh kay
Search
Search for Taleemat, Naats, or Mehfils
Search in: