Niyat theek ho gi tau faiday hongay, Allah ki rehmat aur amaan say sab kuch hojaye, saleh aadmi ka Allah waris, pehlay Khuda Rasool SAW kay kaam karein phir duniya kay, Allah ka saath ho tau poori duniya kuch nahin bigar sakti, hukumat kay peechey na lagein Khuda say banain sab khairein aayein gi, akhirat ki zindagi asal hai aur duniya fani hai, Khuda say door ho kay baykaar fikrein lagti hain, Khuda par yaqeen ziada aur ehtiyatoon par kam ho, emaan banao makaan banay na banay khair hai, gungunaye ashaar, Aaqa Jee SAW kay salaam aur ziarat kay liye jaana, dil mein Aaqa Jee SAW ki muhabbat aur azmat kay baghair ibadat ka faida nahin, Aaqa Jee SAW buhat bara wasila, Aaqa Jee SAW ko razi karnay ki niyat rakhein, Aaqa Jee SAW Noor e Ilahi, Aaqa Jee SAW ko Allah hi jaantey hain